All language subtitles for [Urdu] What’s Wrong With Secretary Kim episode 1 - 1133753v [DownSub.com]

af Afrikaans
ak Akan
sq Albanian
am Amharic
ar Arabic
hy Armenian
az Azerbaijani
eu Basque
be Belarusian
bem Bemba
bn Bengali
bh Bihari
bs Bosnian
br Breton
bg Bulgarian
km Cambodian
ca Catalan
ceb Cebuano
chr Cherokee
ny Chichewa
zh-CN Chinese (Simplified)
zh-TW Chinese (Traditional)
co Corsican
hr Croatian
cs Czech
da Danish
nl Dutch
en English Download
eo Esperanto
et Estonian
ee Ewe
fo Faroese
tl Filipino
fi Finnish
fr French
fy Frisian
gaa Ga
gl Galician
ka Georgian
de German
el Greek
gn Guarani
gu Gujarati
ht Haitian Creole
ha Hausa
haw Hawaiian
iw Hebrew
hi Hindi
hmn Hmong
hu Hungarian
is Icelandic
ig Igbo
id Indonesian
ia Interlingua
ga Irish
it Italian
ja Japanese
jw Javanese
kn Kannada
kk Kazakh
rw Kinyarwanda
rn Kirundi
kg Kongo
ko Korean
kri Krio (Sierra Leone)
ku Kurdish
ckb Kurdish (Soranî)
ky Kyrgyz
lo Laothian
la Latin
lv Latvian
ln Lingala
lt Lithuanian
loz Lozi
lg Luganda
ach Luo
lb Luxembourgish
mk Macedonian
mg Malagasy
ms Malay
ml Malayalam
mt Maltese
mi Maori
mr Marathi
mfe Mauritian Creole
mo Moldavian
mn Mongolian
my Myanmar (Burmese)
sr-ME Montenegrin
ne Nepali
pcm Nigerian Pidgin
nso Northern Sotho
no Norwegian
nn Norwegian (Nynorsk)
oc Occitan
or Oriya
om Oromo
ps Pashto
fa Persian
pl Polish
pt-BR Portuguese (Brazil)
pt Portuguese (Portugal)
pa Punjabi
qu Quechua
ro Romanian
rm Romansh
nyn Runyakitara
ru Russian
sm Samoan
gd Scots Gaelic
sr Serbian
sh Serbo-Croatian
st Sesotho
tn Setswana
crs Seychellois Creole
sn Shona
sd Sindhi
si Sinhalese
sk Slovak
sl Slovenian
so Somali
es Spanish
es-419 Spanish (Latin American)
su Sundanese
sw Swahili
sv Swedish
tg Tajik
ta Tamil
tt Tatar
te Telugu
th Thai
ti Tigrinya
to Tonga
lua Tshiluba
tum Tumbuka
tr Turkish
tk Turkmen
tw Twi
ug Uighur
uk Ukrainian
uz Uzbek
vi Vietnamese
cy Welsh
wo Wolof
xh Xhosa
yi Yiddish
yo Yoruba
zu Zulu

Original subtitles

?Kya hua hai Secretary Kim ko

Ehsaas

Afsanwi

Bhai

Dost

?Kya hua hai Secretary Kim ko

Waqt aur Subtitles Behtarin Secretaries ki Team ki taraf se apke liye Viki pe

.Yumyung Group ke naib sadar, Lee Yeong Joon

Naib sadar baan janeh ke baad, iss ne company ka munafah pehli tadadh se dugna kar diya hai

Uss ki wajah se woh chuna gaya tha number ek aur sab se zayada kamyab, jawan CEOs ke darmiyan

Jab baat aati hai ek azaam jism, chehra, ya kitna acha jachta hai uska suit. Ah, uske paas sab kuch hai

Magar, afwahein hain ke woh ek bhi aurat ko khud ko chune nahi deta .Yeh saahi hai-

.Yeh samajh nahi aata. Mein ajkal asal mein usko milti rehti hun

.Bilkul, woh khud ko mujhe chune nahi deta

!Oppa- !Naib e Sadar-

?Uss ne woh kyun kiya

?Kya

?Secretary Kim ne woh kyun kiya

?Woh aisi kyun hain

?Kya hua hai Secretary Kim ko

Kist 1

Aaj mein ne ek saar tie tayar ki hai jo ke jachti hai ek aaqli aur naye-zamane ki tasveer

.Yeh theek lag rahi hai- .Shukriya-

?Kya yeh roshan nahi hai

?Suraj ki roshni

...Nahi

.Noor jo aa raha hai mujh se

.Ji, yeh andha karne wala hai. Yeh hai aaj ki mulaqton ki farhist

?Executive Kim hain. Kya mein iska jawab dun

Nahi, woh har hal mein kahein ge ke Vietnam ka muwahida saahi nahi gaya

Mein ek gunahgaar ki baat nahi sunanah chahta aur apna mazaj kharab karna chahta subah se he

?Ek gunahgaar

.Dusron ko chot dena aur chori karna hee sirf gunah nahi hote

Naehleeyat, magar uss naehleeyat se na waqf hona bhi ek gunah hota hai

?Secretary Kim, kya shayad apko patah hai- ?Kya-

?Ek insaan naehal kaise ho sakta hai- ?Mein janti hun, hai na-

Koshish karna aur hasil karna, yeh saadah hai. Woh yeh kyun nahi kar sakteh

.Sab logh apke jaise nahi hote, Naib e Sadar

.Waqai- .Bilkul-

Meri puri zindagi mein, mein ne apke jaisa koi behtarin insaan nahi dekha, Naib e Sadar

?Kon hai

.Iss dafah, koi hai jis ne buhat bhara gunah kiya hai

?Kaise dekhun mein isko

.Hum pohonch chuke hain

.Naib e Sadar! Yeh ek ghalat fehmi hai. Ghalat fehmi

Kaam karne ke doran, kya yeh samajh aata hai ke aap bahir ja kar jinsi amal hasil kar rahe hain

Ek executive director hone ke nateh, kya aap ne humari company ke tasur ke baare mein nahi socha .Mujhe maaf kar dein-

M Group ke Executive Pakre Gaye Jinsi Amal Ki Sahulat Hasil Karte Hue Nokri ke Doran

!Secretary Kim- .Ji-

.Aagli mulaqat- .Ek executive ki mulaqat hai nayi building mein-

.Apko patah hai andar smoke karna manah hai

!Naib e Sadar, Naib e Sadar, Naib e Sadar

.Naib e S- Naib e Sadar

.Executive Director Jo, zayada pareshan na hon

Iss mansoobeh ke mansookh hone ki wajah se aur ab iss jinsi amal ke mazmoon ki wajah se

Naib e Sadar ko kafi umeedein thi aur unko mayoos kar diya, toh woh iss tarah ghusa hain

Saach mein, humari company ke naam ko iss mazmoon ke zariye pehlane ko rokna

.ka kaam khaas tor pe mushkil tha naib e sadar ke liye

?Secretary Kim, mein ne woh kyun kiya

Mujhe pe shayad kisi cheez ka asar hogaya hoga. (matlab mera dimagh kharab hogaya tha

Maat bhooliye ga ke aap abhi ghor kar rahe hain ghalti pe. takeh aap ab se behtar zinadgi jeeh sakein

?Kya khayal hai ke aaj jaldi chale jayein aur kuch araam kar lein

?Kya mein jaun

.Mein kaal se aur zayada dihan karun ga

.Secretary Im, mein pehle ja raha hun kaam se

Maaf kariye ga, kya iska matlab hai ke yeh abhi bhi kaam karte rahein ge

.Executive Director Jo ki maizh aur cheezon ko foran se dekh lo

Kya aap ne kabhi naib e sadar ko dusra moqah dete hue dekha hai

Ek almi airline hasil karne ke baad jo ke Korea ke karobar ki sanat mein hai teesre darjeh pe

paanch saalon ke andar, maqsadh yeh hai ke isko qaumi satah pe pehle number pe targeeb di jaye aur almi satah pe iska darjah upar ke dus karobaron mein laya jaye

Ilan karne ke baad ke hum iss almi airline ke karobar ko hasil kar rahe hain, isko aage bharane ke liye

hum sargarmi se talah karein ge taluqat ko aur America, Indonesia aur Vietnam se hukam lein ge

Agar aap karobar ke mansoobe ko dekhein jo ke hai hal ki maleeyati surat e hal ka

kyonki sayal asaseh hain 2.24 kharab won aur haliya qarzah jaaat hain 0.94 kharab won

haliya qarzah jaat ki nisbat hogi buhat bhari taqreeban 275 feesad

.215.319149

?Ji- ,Agar sayal asaseh hain 2.24 kharab won-

,aur haliya qarzah jaat hain 0.94 kharab won

toh kya haliya qarzah jaat ki nisbat 215.319149 nahi honi chahiye hai, President Park

Aap theek keh rahe hain, aap theek keh rahe hain. Mein sochta hun ke numbers kyun hain

.Hasul karna shuru kar dein

.Meeting khatam karte hain

.Oh, yahan pe buhat jaangh-jaisa lag raha hai

?Kya Naib e Sadar kuch zayada nahi ho rahe hain

Meri zindagi ghat rahi hai. Mein itna daar ke kaise jeeh sakta hun

!Oh, Naib e Sadar

.Nahin hain

.Mein bhi apke sath raazi, hun

Ah, mein chonk gaya tha. Kyonki yeh unka dost hai, yeh nahi chahta ke hum usko gaali dein, hai na

Inko safarat khane ki di hui ek khasoosi party pe bulaya gaya hai

Kya yeh theek hoga agar mein kal apko dobara call karun dobara se mulaqat teh karne ke liye

.Aap kafi behtar ho gayi ho- ?Ji-

.Apki Angrezi

Sirf 9 saal pehle jab hum pehli dafah America gaye thay, apko mushkil ho rahi thi ghair mulki logon se baat karne mein

.Mein aisi thi. Yeh sab apka shukriya hai, Naib e Sadar

Aap theek keh rahi ho, meri khatam na hone wali tajweez ne apki thori bohati madad ki hogi

Sab se zayada, jab mujhe maslah tha talafuz or lehjeh mein, aap bilkul nahi jhijakte thay mujhe zaleel karne or dantaneh mein mujhe

.Uss ne mujhe buhat zayada mailh kiya tha

?Zaleel aur apko dantanah, aap kehti hain

Theek hai, agar uss ne apko behtar karne mein madad ki, mein aisa karta rahun ga phir

.Shukriya- ,Magar apko patah hai-

.aap ne abhi pehle bhi garbar kar di thi- ?Kya-

.Yeh lah-ja nahi, magar leh-aja hai

.Mein ne dobara se kuch seekh liya hai

Mein maafi chahti hun. Yeh iss liye hai kyonki mujhe aaj dress pehananah hoga

Mein aaj apko kuch halka phulka khane ko nahi deh payi uss teh shuda mulaqat ki wajah se. Kya aap theek hain

Mujhe kuch mehsoos nahi ho raha. Apko patah hona chahiye jab mein ghor kar raha hota hun toh mein aisa ho jatah hun

.Jab mein aise hota hun, mujhe bhook bhi mehsoos nahi hoti

.Mein kuch halka phulka khana tayar karwati hun

.Yeh Spain ka naya muqarar kardah safeer hai

.Hello. Mubarak ho apke naye rutbeh pe (Spanish mein)

Mein ne Spain mein bhi buhat suna hai Naib e Sadar Lee Yeong Joon ke baare mein

.Mein intezar kar raha hun apke naik tawun ka

Pichle char saalon se, Yumyung Group qaumi satah pehle number pe raha hai ek achi karobar ke tasur ki wajah se, sarif ki tehqiqi dastaweez ke mutabik

Bio Karobar ki hal hee mein tasdeeq ki hai US FDA ne. (English mein

Hum kamyab hogaye tijarat ki fazil miqdar hasil karne mein. (French mein

China ke sath kaam karna, jaab kar ke unka qabil e zikar jura hua nizam hai logon ka. (Chinese mein

Hum mukhtalif karobar ko tarteeb mein laneh ka mansoobah banah rahe hain. (German mein

.Woh buhat cool hai- ?Kya woh khoobsurat nahi hai-

.Oh, woh cool hai- ?Hai na, hai na-

!Uske naak ki hadi dekho

.Woh hai waqai-- Buhat, acha-dikhne wala

.Humari ankhein mili

.Ek second

.Woh yahan aa raha hai- ?Kya yeh samajh aata hai=

.Woh mere liye aa raha hai

?Kya? Woh sirf guzar gaya

?Mujhe chor kar- .Sheesha-

.Nahi ho sakta

.Safeer apka intezar kar rahe hain

.Secretary Kim

?Ji

?Mein kaisa lag raha hun abhi

.Behtarin

.Chaliye

?Aap ne kab seekhi Spanish

?Kya matlab hai apka, Spanish

Aap pehle bol rahi thi unn Spanish larkon ke sath jo ke aap pe line maar rahe thay, kafi waqt se

!Oh woh

.Mein ne mushkil se English aur Chinese sikhi, shukriya apka

Apko kya lagta hai mujhe kab mila hoga waqt Spanish seekhne ka? Mein ne sirf apni aqal se bol di thi

?Aqal- .Ji-

Agar woh mujhe sharab dein ge aur meri taraf dekhein ge, unka shayad matlab hoga, "ek lamhe ke liye baat suniye

Jab woh apko dekhein ge aur bolna shuru karein ge, woh sab shayad tareefein hongi

.toh mein hansu gi aur apna saar hilaun gi raazgi mein- .Bilkul-

Aur jab lag raha tha woh mujhe pe line maar rahe hain, mein apna kaan apne ulte hath se chuti thi

?Apka ulta hath kyun

.Agar mein unko apni anguthi dikhaun gi, yeh sab dekh leti hai

.Yeh tohfa mujhe pichle khelon ke muqableh mein mila tha

.Zabardast

Itni der jeene ke baad, mere khayal se ek din aaya hai jab aap ne tareef ki hai meri, Naib e Sadar

.Mubarak ho- .Shukriya-

Waise bhi, aap ne acha kiya hai aaj. Jo purses ya kapre aap chahti ho, mujhe batah dena

.Inaam apko barhawa dein ge

.Naib e Sadar

.Mein apke inkar ko na manzoor karta hun

.Yeh nahi hai. Mujhe apko kuch kehna hai

.Mujh se iqrar na karna. Hum kaam ke rishte mein hain

.Mein woh karne ka soch nahi rahi thi

?Kya kehna chahti hain aap

..Naib e Sadar, apko ek nayi secretary dhoond leni chahiye hai

.Mein ab kaam karna chor rahi hun

?Kyun, achanak se

.Sirf kyonki, zaati wajuhat ki wajah se

.Toh phir, kariye jaisa aap chaho

?Mein soh kyun nahi pa raha hun

?Aap dobara se saari jagah kyun ho

.Mere paas ek zabardast khabar hai apke liye

Kis tarah ki zabardast khabar? Aap ne shayad koi bina matlab wali afwah sun li hogi

.Mere pyaari, iss dafah. Yeh asal hai

.Theek hai, woh jo sun sakte hain, yahan aa jayein

.Jaldi aur yahan aa jao- !Mein bardasht nahi kar sakti! Mein nahi kar sakti-

?Aap jante ho Secretary Kim

?Kya Secretary Kim ke baare mein

Secretary Kim

.asteefah deh rahi hain, mein ne suna hai

?Kya? Aap logon ko yaqeen nahi hai mera

?Bilkul humko nahi hai. Secretary Kim kyun nokri chorein gi

Unko naib e sadar ki saari tareef mil rahi hai. Woh yeh sab ke bawajaud bhi kyun nokri chorein gi? Yeh samajh nahi aa raha

.Yeh samajh nahi aata. Mein waqai nokri chor rahi hun

?Waqai

?Secretary Kim aap waqai nokri chor rahi hain

.Ji, iss tarah ho raha hai

Dekho, dekho, mein saahi tha. Magar yeh buhat achanak nahi hai

Kyun? Kya apki shadi ho rahi hai? Kya aap koi jismani azaa hasil kar rahi hain? Ya mulk se bahir parh rahi hain

.Inn mein se koi nahi hai

.Toh phir, kya yeh hai naib e sadar ke rawaiye ki wajah se

.Yeh bhi nahi hai

?Toh phir kyun

.Sirf zaati wajuhat ki wajah se

.Naib e Sadar aa rahe hain andar

.Hello

?Hey, kya hai

?Kya hum unke paas jayein

Mein ne kabhi tasawur nahi kiya tha ke Secretary Kim nahi hongi Naib e Sadar ke sath

.Mujhe bhi yeh abhi asal nahi lag raha

.Mein apko yaad karun gi, Secretary Kim

Toh phir, aam tor pe iss waqt apko tayari kar rahi hongi unke liye kuch khane ko leh janeh ki

.Darjeeling chai ko humesha iss tea set mein paish karni hogi

Cookies honi chhaiye hain 'H' hotel se aur teenh mein rakhni hongi

.Ji, acha

?Aap inn se yeh kyun puch rahi ho

Kyun puchun gi mein? Jab Secretary Kim jayein gi, mein karun gi yeh

?Kyun hai yeh

Agar aap dekhte ho Secretary Kim ko, aisa lagta hai ke naib e sadar ke hain unche mayar jab baat aati hai secretary ki khoobsurati ki

Jab Secretary Kim chali jayein gi, inki jagah sirf mein leh sakti hun

.Ah, inn lamhon mein buhat jalan hoti hai mujhe aap se

.Meri khwaish hai ke mein bhi apke jaisi aam dikhti

Kyonki naib e sadar aate hain 7 baaje, matlab hai ke mujhe yahan 6:30 baaje aana hoga

?Mein soh nahi paun gi. Kya karna chahiye hai mujhe

?Waise bhi, kya karun mein

.Hello

?Badalna ghumne wali chair, hai na

.Aap zabardast hain- .Mein janta hun apke zehan mein bhi kya chl raha hai-

?Aap nokri chorne ke baare mein sanjeeda nahi hain, kya aap

.Iss dafah, aap ghalat hain

?Kya ho sakti hai wajah

Kya yeh hai kyonki mein ne apko raat-ke waqt kaam karwaya hai aur weekends pe pichle mahine se

.Mein subah ke waqt nokri ka itelah namah lagah dun gi

Mein jitna mumkin hua usko taang nazar kar dung, toh apko sirf akhri interview mein shirkat karni hogi

.Aap isko dekh sakti hain

Nokri ki Selaheeyat aur Zarooratein

.Bhej di gayi hai

?Naib e Sadar, kya apko kuch chahiye hai

Mein President Park ke office ja raha hun ab, ijlas koh dopehar mein muntaqil kar doh

.Ji

.Mein khud ke ghar pe khaun ga, toh aap iske mutabik kha lein

.Theek hai

!Secretary Kim! Secretary Kim

Aap ne ab tak khana nahi khaya, hai na? Aap ko mere sath khana chahiye hai

Oh, mujhe maaf kar doh magar mujhe zaati wajuhat ki wajah se janah hoga

Khaye bina bhi? Apko janeh se pehle thora sa kha lena chahiye hai

!Mujhe maaf kar dein! Aagli dafah

Waqai, mein inki nokri ke baare mein kuch tajweez lena chahti thi khate hue

.Mein bhi masroof hun

?Kya ho sakti hai wajah- ?Kya-

.Wajah achanak se nokri chor dene ki

.Ah. apki secretary. Secretary

Kuch nahi tha jo mujhe ab tak nahi patah tha. Magar iske sath, koi tareeqah nahi hai jaan lene ka

.Mein buhat pareshan hun ke yeh pagal kar raha hai mujhe

?Kya aisa hai

Jab apki khoon ki sugar kam hoti hai, surkh ginseng behtarin hota hai

?Kya aap ek chahte ho

Kya aap mujhe keh rahe ho ke ek dher saar cheeni khaun jis mein shayad hoga 0.03% surkh ginseng

.Fikar na karo, batao mujhe

?Secretary Kim ne woh kyun kiya

.Oh, mujhe waqai nahi patah

Unho ne apke liye 9 saalon se kaam kiya hai. Yeh hai kafi lamba bardasht karne ka

Iss tarah ki aurat ke sath, mashriq mein hum kehte hain Bodhisattva aur magrhrib mein kehte hain ek darwesh

?Mein ne sirf abhi kya kaha hai

?Noh saal

?No-no-noh saal

.Waqt aa gaya hai

Mere khayal se yeh saahi hai jab woh kehte hain aate hain 3, 6, ya 9

?Teenh, Che, ya Noh

.Ek bura dhaba rishte mein

Aap jante ho ke pyaar jo meri biwi aur mere damiyan tha qismat wala tha ke mein ne milne ke ek hee mah mein uss se shadi kar li, hai na

Mein janta hun woh ache se. Aur apki 10th shadi ki salgirah pe, tohfon ki jagah aap dono ne talaq ke khagzat diye thay

.Aap sirf abhi, bure thay. Aap waqai bure thay

--Pehle, hum thay waqai! Hum thay waqai

.jazba se sarshar

.Magar, alfaz jo humari teesri shadi ki salgirah pe kahe gaye thay

.Shehad, I love you

?Apko kyun lagta hai mein apke jaise insan se pyaar karne lagi thi

--Humari chati shadi ki salgirah ke doran

.Waihtar

Maaf karna, sirf apka saar piche se dekh kar hee mujhe apko peetaneh ka dil karta hai

--Aur humari shadi ki noweh salgriah ke doran

Jis hawa mein aap saans lete ho woh be bekar lagti hai, toh saans lena baand kar doh, aap badmash

.Nahi ho sakta

?Kisi tarah se, kya aap roh rahe ho

?Kya mein roh sakta hun

.Nahi

,Agar mein piche dekhta hun

.jab kabhi bhi 3, 6, ya 9 aaye thay, hum kashmakash mein thay

.Ek zakhmi apple ki tarah

?Ek zakhmi apple

.Yahan dekho

Aap zakhmi hisse ke girdh kha sakte ho, magar aap susst ho jateh ho

.toh aap ek dusra tazah-dikhne wala phal utha lete ho

.Aur pehle woh khate ho

Magar agar aap ne chor diya zakhmi apple, dusre apples ke sath. Kya hoga

!Toh phir dusre saare apples bhi, zakhmi ho jateh hain

Woh sab zakhmi ho jateh hain aur saarh jateh hain

?Kya- Kya kehne ki koshish kar rahe ho aap

Iss se pehle ke woh zakham aur gehra ho aur zayda saarh jaye, rakawat pe abur hasil karo baat cheeth se

...Ek rakawat pe abu, aap kehte ho

.Yeh aasan hai

Agar apko tajweez chahiye rakawat pe abur hasil karne ke liye, mujhe aa kar dhoond lena

Aap ne usko talaq deh di kyonki aap woh rakawat pe abur nahi dhoond payeh

.Yeh theek hai

?Yeh hai qarzeh ki qist. Yeh akhri wali hai, hai na

.Ji

?Kya apka naam hai Secretary Kim

.Oh nahi. Nahi

.Kim Mi So

.Yahan

.Ji

.Ji, Naib e Sadar

?Abhi

?Mein bhi

..Hum unke ghar ja rahe hain abhi- Ji-

Aap aise baat kar rahe thay jaise aap ghar akele ja rahe hain, magar hum ahcanak se sath kyun ja rahe hain

?Ek rakawat pe abur

?Ji

.Mein koi nahi hun jo dusre moqeh deta hai

.Ji, bilkul- Magar Secretary Kim ko, khaas tor pe, mein ek aur moqah dena chahta hun

?Ji- Yeh moqah dobara nahi aaye ga, toh apko shukar guzar hona chahiye hai

!Mein apko director ka rutbah deh deta hun

Ah, yeh nahi hai- Agar apke paas buhat zayada kaam hai, mein apke liye ek aur secretary bharti kar leta hun. Aur company bhare gi qeemat

Agar aap chahti hain, mein apko apne zaati paison se aap ko ek ghar bhi khareed deh sakta hun

Kya aap ne apne jo ghar ke qarzeh hain woh sab adaa kar diye hain? Mein un qarzon ko bhi dekh lun ga

.Toh phir, ab se, apni salaheeyat se behtarin kaam kariye

.Naib e Sadar- .Mein aap se wadah kar sakta hun-

Aap jahan kahin bhi jao gi, apko iss tarah ka rawaiya nahi mileh ga. Aur bhi

Jahan kahin bhi jayein gi aap, apko ek itne behtarin boss ki khidmat karne ko nahi mileh gi

Agar aap iss moqeh pe chalang bhi maar leti hain, mein apko opri nahi kahun ga

--Magar baat yeh hai ke- !Yeong Joon-

?Secretary Kim, aap aa gayi hain

.Haan. Haan. Mere pyaare

.Barah e meherbani andar chaliye- .Ji, andar chalte hain-

.Mein ne apko kaha tha aksar aana

Agar hum ek hee amarat mein bhi hain, buhat mushkil se apka chehra dikhne ko milta hai

Mein thora sa masrrof tha Executive Director Jo ke waqiyeh ki wajah se

Executive Director Jo ek asasah thay. Kya apko waqai utna sab karna tha unke sath

.Company ke tasur ko tabah hone mein ek lamha lagta hai

Kyonki aap ne mujh pe bharosa kiya aur mere haton mein deh diya hai, barah e meherbani mujhe isko sambhalne dein

Aap theek keh rahe ho, aap theek keh rahe ho. Aap buhat acha kar rahe ho, Yeong Joon

.Shehad, bilkul, Yeong Joon sab cheezon ko dekh leh ga

.Aap theek keh rahi ho, mein laparwahi kar raha tha

.Oh, maaf kar dein

.Kya aap dono ka bhi aisa waqt aaya thi: ek halat bezari ki

?Ek halat bezari ki

?Hum ne kabhi kaise la taluqi mehsoo ki thi

.Jaise hum baat cheet karte thay, sab hal ho jatah tha

.Koi nahi hai sadar jaisa

.Khate hain

.Secretary Kim, buhat khaiye

Kya hal mein Yeong Joon aur zayada khoobsurat nahi hogaya hai

.Bilkul nahi, yeh sab apki wajah se hai, Maa

.Iss wajah se mein apki izaat karta hun, Maa

Hal mein, Bio ka Karobar ki tasdeeq kardi hai US FDA ne aur hum kaam kar hain almi airline hasil karne mein

?Abu

Aap kuch kehna chahte hain apki ajeeb se naqli khaansi dekh kar

?Kya apka waqai shadi na karne ka iradah nahi kiya hai

.Ji

?Mein waqai-- mein, mein aise kyun ho raha hun

?Kya aap theek hain

?Kya mein theek lag raha hun

.Mujhe nahi lagta mein kafi der jeeh paun ga

Mein ne apki sehat ke exam ka nateejah dekha hai. Aap kafi sehat maand dikh rahe hain

Woh kuch bhi kaise jante hain?! Mein apna jism behtarin janta hun

Marne se pehle, apka abu potah pothi ek dafah dekhna chahte hai

.Mein koi awaleen sharait nahi dhoond raha apni bahu mein

!Mein ne suna hai Secretary Kim ne nokri chor di hai

.Nahi ho sakta. Mein usko nahi dun ga chorne

.Mausam hai waqai acha

...Yeong Joon ke baare mein

Mein ne suna hai woh auraton ko le kar aata hai yahan aur wahan samajai mulaqaton mein

.magar woh kafi der nahi tikta

Mujhe nahi lagta woh ajaazi se milta hai unko. Woh kehta hai ke woh sirf dusron ki dikhane ke liye kar raha hai

?Kya waqai yeh baat hai

.Ji, mere khayal se

Mein ne suna hai ke woh auraton ko khud ko chune bhi nahi deta. Kya yeh saach hai

.Ji

...Toh, humara Yeong Joon

...shayad

...-kya woh hai ga- ga- ga

...-ga- ga- ga- ga

?Gay

!Oh, aisa kuch nahi hai

?Waqai

Bilkul. Mein unke sath kafi aarseh se rahi hun, toh mein sab se zayada behtar janti hun

.Mujhe buhat sukoon hai

Saach mein, agar sadar aur mein kuch nahi keh sakte thay, hum buhat fikarmaand thay

Kyonki Yeong Joon buhat mohtat rehta hai apke ilawah dusri auraton se

.Mein soch rahi thi ke shayad afwahein saach hain

,Jab Yeong Joon ki baat aati hai

?apko kya lagta hai auratein kaise dekhti hain usko

.Yaqeeni tor pe behtarin hai. Salaheeyat, dilkashi, shakseeyat

.Kuch chore bina, ek behtarin insaan

Kya yeh saahi nahi hai? Aap yaqeeni tor pe janti hai logon ki pehchan karna, Secretary Kim

Mein buhat khush hungi agar kisi se humare Yeong Joon se shadi kar li

.Masal ke tor pe, koi apke jaisa

.Sirf ek mazak hai

Agar wahan koi Secretary Kim jaisa hota, mein foran se Yeong Joon ko uske paas bhej deti

.Sirf ek mazak hai, ek mazak

.Secretary Kim, apko chalna chahiye hai

.Ji

.Toh phir, Madam, mein chalti hun

?Kya meri maa ne apko na araam deh mehsoos karwaya

Ji, magar

Mere khayal se woh kisi tarah se apko aur mujhe sath jorneh ki koshish kar rahi thi

?Toh, kya aap umeed kar rahi thi ke aisa kuc hoga

.Nahi

Iss ne mujhe aur saahi raskh aqeeda deh diya hai ke kyun mujhe jald hee nokri chor deni chahiye hai takeh humko aur zayada ghalat fehmiyan hasil na hon

?Kya

Mein ne socha tha ke woh baat cheet pehle khatam ho gayi thi. Aap ko patah hona chahiye ke woh ek behtarin paish kash thi

Ji

Bilkul, mein janti hun ke jo ne aap ne paish kash ki thi behtarin thi, magar mein phir bhi nokri chorna chahti hun

.Maaf kar dein. Mein iss se har nahi maan sakti

.Mere moqableh ki hiss ko harkat mein maat lao

.Mujhe karne doh

Yeh pesha warana andesha hai. Mujhe ek weham hai sab kuch tarteeb mein karne ka

.Mi So, ab sath khate hain

.Behanon* , khud bhi khaiye (bhari behanein)

Magar, meri behanon ke chehre saahi nahi lag rahe. Kya hospital ka kaam buhat sakht hai

.Mi So, ab se, humari fikar na karo

.Apki behan apne choti behanon ka khayal nahi rakh saki

.Meri umangon ki wajah se, apko buhat bardasht karna parah

Kya bardasht karna! Aap dono ne bhi darmiyan mein madad ki thi qarzeh khatam chukane mein

Aur aap dono ne kam se kam Abu ki tarah masleh nahi khare kiye thay

?Ek maslah

?Abu ne dobara se maslah khara kiya hai

Saach mein, iss saal ke shuru mein mujhe unke qarzah dene walon ke qarzeh ke baare mein patah chala tha

?Tareeban teenh million won- ?Kya teenh million-

?Aap humko ab kyun batah rahi ho, Mi So

Aap logh pareshan ho gaye hote agar mein ne apko pehle batah diya hota

?Toh kaise hua woh

.Mein ne apni gaari baich kar hal kar diya

?Aap ke paas ek gaari thi

Humare Naib e Sadar ne woh mere liye li thi kyonki mein nahi charh payi thi blue buss pe aur kaam pe dus minute deri se pohonchi thi

.Mein ne woh ek hafta istemal karne ke baad baich di thi

Mujhe ab buhat sukoon mehsoos ho raha hai, humare qarzeh chuka dene ke baad

.Apka hansta hua chehra buhat taang kar raha hai mujhe

.Mere khayal se yeh mazahiya hai

?Asal mein kya mazahiya hai

Jaise ke soch raha hun mein ab iske baare mein, yeh waqai mazahiya nahi hai

.Woh mere sath kafi aarse se kaam kar rahi hai

?Woh iss tarah itna pur sukoon kaise ho sakti hai

Kya aap ne nahi kaha tha aap usko har din milte thay sirf kaam ke liye

?(Kya hai wajah (uske nokri chor deni ki

Kya apko lagta hai Secretary Kim ne aisi harkat ki hai ke usko ek hairat angez paish kash ho

Socho iske baare mein dihan se. Kisi cheez ne usko mutharak kiya hoga uss din nokri chor dene ke liye

...Uss din

!Ehsaas

.Leh-aja

.Mein asteefah deh dena chahti hun

.Oppa Yeong Joon

?Oh Ji Ran

.Mein pagal ho rahi hun

.Apko apni alargi ki dawai leh leni chahiye hai

Aap hee ek kyun ho humari family mein jisko alargi hai aludagi se

.Shukriya, Unni

.Mein iske qabil thi ke aap logon ko school bheja

.Humare mein himat nahi hai apka samna karne ki

.Maaf kar doh. Yeh jaal gaya hai

?Aap phoolon ko kyun chuti ho jab apko alargi hai iss se

?Apke Naib e Sadar ne dobara se hukam diya apko yeh karne ka

!Oppa Yeong Joon

?Aap yahan kyun ho

Mujhe ek fanakr ke tor pe bulaya gaya hai. Mein ne apka mehmanon ki farhist mein naam dekha tha

.toh mein yahan chupe se aa gayi apko milne ke liye

Apko mujhe bula lena chahiye tha. Aap Secretary Kim ke sath aaye hain kyonki apko laga tha ke mein masroof hun gi, hai na

?Magar, Oppa, kya mein kahin se alaag lag rahi hun

.Necklace jach raha hai aap pe

.Yeh aap ne diya tha, Oppa

?Aur, aaj kya din hai

!Meri salgirah

.Ji Ran ko sirf kuch phool chahiye hain

.Mujhe kuch phool deh dein- ?Kis tarah ke phool chahti hain aap-

.Phool. Phoolon ka guldastah. Ek bhara wala

.Shukriya, Oppa. Aap yaqeenan behtarin hain

.Yeh buhat pyaare hain

?Aap keh rahe ho Secretary Kim roh rahi thi

.Mujhe tabh laga tha mujhe ghalti hui hai

.Secretary Kim ki ankhein bheegi hui thi

?Unki ankhon mein nami thi

Toh phir, woh shayad soch rahi hogi "kya mujhe ek dusri larki ke liye phoolon ka guldasta khareedna hoga

Yeh buhat ganda hai. Mein aur kaam nahi kar sakti." Kya uss ne kuch kaha tha

.Nahi, nahi. Yeh nahi hai wajah

Mere khayal se mein ab janta hun. Wajah Secretary Kim ke asteefeh ki

.Mujhe bura ehsaas ho raha hai jis pe shak kar rahe ho aap

?Mujhe kyun nahi patah tha iske baare mein

.Yeong Joon, yeh dost

?Yeong Joon, yeh dost

?Asal mein kya hai

Woh zaati wajah, jo ke na bolne wali wajah, uski ankhein

.Secretary Kim- .Secretary Kim-

Secretary Kim

.pasand karti hain mujhe

.Mujhe pasand karna? Bakwas

Nahi, magar kyun nahi? Kya uss ne apko buhat saare kapre aur shoes tohfe mein nahi diye thay

Agar yeh bhi hai ke aap apna kaam karti ho, kya yeh thora zayada hadh se bharna nahi hai

.Naib e Sadar pasand karta hai apko. Iski tasdeeq ho gayi hai

.Nahi ho sakta. Kabhi nai

Woh khud ko buhat pyaar karta hai, iss hadh takh ke usko dusron se tasali nahi milti

.Kisi aur ko pasand karna? Pyaar mein parna? Ek dafah bhi nahi

?Kya yeh samjh aata hai- .Mein ne kaha yeh saach hai-

?Kisi ko pyaar nahi kiya iss umar mein

.Uske paas uski secretary hai

?Kya aap yeh khana chahti ho- .Khao yeh, Unni-

.Mein buhta mohtat tha ke woh mujh se pyaar na karne lageh

.Kitna khayal rakhte ho aap

Zaroorat se zayada, agar Secretary Kim 9 saalon se sath hone ke baad bhi mere liye ehsaasat nahi rakhti, toh woh insaan nahi magar ek robot hai

.Itna yaqeen na karo iska

.Secretary Kim, waqai. Hum sirf sath kaam karne wale sathi hain

.Ji, yeh hai wjah. Woh mujhe pasand karti hai, yaqeenan

Kya farq parta ha agar mein usko pasand karti hun ya nafrat karti hun iss se

Naib e Sadar aur mein aise nahi hain. Hum sirf sath kaam karte hain

.Aur bhi, mein ne sirf abhi company ki nokri chor di hai

?Aap ne nokri chor di hai- ?Aap ne achanak se kyun chor di hai-

!Kya Naib e Sadar ne apko taang kiya hai? Oh, woh badmash

.Nahi, aisa nahi hai. Ab dono Abu aur Unnis bas chuke hain

Aur hum ne humara qarzah chuka diya hai. Iss wajah se mein nokri chor dena chahti thi

?Aap ab kya karo gi ke ab jab ke aap ne nokri chor di hai

.Mujhe abhi nahi patah

Yeh ek tarah se afsos hai, kyonki meri umar aur meri seelhaiyaton ke sath, yeh mushkil hoga iss tarah ke milte julte fideh dhoondna

Magar, mein buhat masroof hun. Aur, agar mein abhi nahi gayi, mujhe lagta hai mein kabhi nahi ja paun gi

--Aur bhi

Naib e SADAR

?Naib e Sadar hain, kya woh nahi hain

.Maat uthao- .Maat uthao. Aap, maat uthao-

.Maat uthao- .Mein ne kaha maat uthao yeh-

.Ji, Naib e Sadar

.Aap janti ho mein kahan hun, hai na? Yahan foran se aa jao

Naib e Sadar, mujhe iss waqt kuch kaam hai. Sirf aaj ke liye, kya aap Secretary Yang se keh sakte hain

?ya kya khayal hai ke mein ek driver bhej dun wahan

?Kaise kar sakta hun mein un pe bharosa

.Kya woh apko abhi aane ka keh raha hai? Hey, mujhe doh phone

Oh, toh phir Ji Ra! Sirf aaj ke liye, aap soh sakte hain Ji Ran ke sath

.Foran se aa jao

?Naib e Sadar? Hello

?Kya woh apko abhi aane ka keh raha hai? Ke aao aur drive karo

.Agar woh aaj raat bahir bhi rehte hain, koi nahi kahe ga kuch

Magar mujhe nahi patah ke woh itne deewane kyun hai apne ghar wapis janeh ke

Yeh keh rahi hun mein. Yeh sukoon hai ke aap nokri chor rahi ho! Ek sukoon

?Kahan gayi woh chabi dobara

!Mi So, mein dekh leti hun yeh

!Jaldi karein aur maar dein isko! Maar dein isko

!Yeh maar gaya hai! Yeh maar gaya hai

?Mi So, kya aap theek ho

?Kya apko abhi bhi makriyon se daar lagta hai

?Unni, kya mein waqai gumi nahi thi ek dafah jab mein choti thi

?Jab mein tareeban char ya paanch saal ki thi

Aap iss tarah ki cheezein dobara keh rahi ho. Jab ke yeh kabhi hua bhi nahi hai

,Mujhe iss hadh tak pasand karna

bilkul woh naraz thi ke mein ne usko ek dusri aurat ke liye phool khareedne ko kaha

Secretary Kim, mein Oh Ji Ran ke sath khatam kar deta hun. Yeh kar deh ga, hai na

!Yeong Koon, aap naqabl e yaqeen tor pe tez thay iss dafah

Kya kar rahe hain woh? Kya Yeong Joo baat kar raha hai Yeong Joon se

.Naib e Sadar, mein aa gayi hun

Aap dobara se roh rahi ho aur aap dobara se kisi ko sharminda kar rahi ho. Kya apko yeh itne pasand hain

.Mujhe maaf kar dein

.Isko bahir phenk doh

Maaf kar dein, aur yeh, mein inn phoolon ko piche dikki mein rakh deti hun

Kya iss se itna dil chu gaya? Waise bhi, mein khud ko nahi rok sakta

.Maaf kar dein

?Aap kis ke sath thi

.Yeh ek raaz hai

?Mein Oh Ji Ran ko rakhun ga. Yeh kaam kare ga, hai na

?Kya apki ek dusri aurat hai abhi

Mein kisi aur ko kafi aarsa nahi milun ga. Yeh kaam kareh ga, hai na

?Aap mujh se kyun puch rahe hain agar yeh kaam kareh ga

?Mein uske nahi soyah tha. Yeh tasali deh hai, hai na

?Kya- .Mein ne kaha mein Oh Ji Ran ke sath nahi soya tha-

Humara karobari rishta hai, Secretary Kim. Aap bhi yeh janti hain

.Ji, bilkul, mein ache se janti hun

Aap ne kitna bardasht kiya hai yeh pura waqt... Mein yeh thora sa samjh sakta hun

Toh, kaal pura din aram karein aur dobara se sochiye iske baare mein. Yeh ek khaas chuti hai apke liye

?Waqai

.Magar kaal mera ek mulaqat hai mere mutabadil ke liye

.Sirf aa janah mulaqat ke liye

.Ji. Shukriya

Apke nokri chor dene ke baad, kya aap ne jagah dhoond li hai janeh ke liye

.Abhi tak nahi

?Kya aap Seoul mein rahein gi

.Mujhe abhi bhi saahi se nahi patah iske baare mein

Agar apka koi bunyadi mansoobah nahi hai, toh phir aap ne nokri kyun chor di

.Mein ab apni zindagi dhoondana chahti hun

?Kya matlab hai iska

Kisi ki secretary nahi, kisi ki family ka fard nahi, sirf zindagi Kim Mi So ki

Toh phir jo waqt uss ne mere sath guzara tha, kya woh uski zindagi nahi thi

?Danah

Kaise hui apki himat mere beh aib maateh pe nikalne ki

?Kitna aarsa ho gaya hai mujhe itni der tak soye hue

.Yeh buhat acha hai

.Mujhe uth janah chahiye hai

Naib e Sadar Lee Yeong Joon ke Roz ka Kaam

.Mein buhat zayada soh gayi

Kis ne kiya tha yeh sarmaya kari ka muwahida, aap ne khud se? Shukriya

.Hello

.Mujhe chal mein tabdeeli chahiye hai

Asteefah Kim Mi So

?Kitne aarse baad mein subah mein kaam pe ja rahi hun

.Yeh buhat acha hai

?Hello

?Ji Eun, hum kya khayein raat ke khane mein

.Mein hun, aur kon? Secre--, nahi, Kim Mi So

?Aap ne mera number nahi mitah diya tha, kya aap ne

Kya hai apko? Kaal aap ne kaha tha ke yeh sirf bhara hua hai sugar ke sath aur shamil hai sirf 0.03% surakh ginseng

Kis tarah ka bakwas matlab hai ke woh apni zindagi dhoondane ki koshish kar rahi hai

.Mayari 8-ghante ke kaam ke din, 9 saalon se 18,000 ghante

,Secretary Kim ne weekends nai liye aur chutiyan 9 saalon mein

.toh phir yeh hain kul 59,130 ghante

Waqt jo uss ne mere sath guzara hai pyaar waleh joron se zayada hai, toh woh kaise keh sakti hain ke iska koi matlab nahi hai

.Uss ne kaha ke iska koi matlab nahi hai? Afsos

?Kya usko chot lagi hai kyonki woh mujhe buhat pasand karti hai

Agarche Secretary Kim ne apna kaam ache se kiya hai aur aap araam deh mehsoos karte ho uske sath, phir bhi aap buhat zayada dihan deh rahe ho

Kya yeh ho sakta hai... ke aap pasand karte ho Secretary Kim ko ?Kya aap pagal ho gaye ho

?Toh phir aap iss hadh tak pareshan kyun ho

Secretary Kim ke ilawah, aap kisi larki ko khud ko chune nahi dete ho

.Saach mein, apke gird larkiyon ki kafi tadad hai

.Mein ne apko pehle kabhi chute hue nahi dekha

?Kya apko auraton ke sath sadmah hai

.Mujhe sirf nafrat hai auraton se

?Secretary Kim- .Secretary Kim agarche alaag hain-

?Woh ek aurat hai. Kya hai alaag

Secretary Kim hain sirf

.Kim Mi So

.Fikar na karo. Mein ja raha hun

?Kya keh rahe hain woh

.Yeh hai hafte ki tehqeeqi dastaweez

Kya aap sirf peeyein ge isko? Kya mein isko garam kar dun apke liye

.Nahi, yeh theek hai

.Apko yeh garam karna hoga. Yeh behtar hoga apki sehat ke liye

.Theek hai, mein sirf kha lun ga isko

--Acha, mein ne kaha apko isko garm karna hoga, mujhe deh de

.Maaf kar dein. Mein sirf isko garam karna chahta tha

Agarche aap surkh ginseng garam nahi kar payin, aap ne yaqeeni tor pe mujhe andar se garam kar diya hai (matlab mujhe ghusa dilah diya hai

?Shayad, Secretary Seol, kya apka nokri chorne ka iradah nahi hai

.Nahi. Mein humesha apke sath rahun gi

?Humesha

.Chali jao- .Ji-

?Kya aap janti hain secretary ki hidayat

.Apko kam goh hona hoga magar tez apne pawon pe

.Kyonki mein ne bhi yeh tujarbeh aur ehleeyat ke bina kiya hai

Ache se sochna. Garam mehsoos karna. Dhorna aise ke jaise apke pawon aag pe hon

.Aap acha kaam karein gi

Aur akhri cheez jo meri khwaish hai ek bataun secretary ko jo meri jagah aaye gi

meri nokri chorne ki wajah, aur sab se zayada kuch, sab se eham cheez hai ke

.Naib e Sadar

Aap ache nahi lag rahe hain. Kya apko acha mehsoos nahi ho raha

Mein soh nahi sakah. Secretary Kim, aap agarche theek lag rahi hain

.Apka shukriya mein buhat zayada soh gayi thi

?Kya apke mathe pe danah nikal aaya hai

?Kya mein jild ke Dr. Yoon ko call karun- .Yeh theek hai-

?Ya ke mein neend ki dawai ka nuskha likhwa lun Dr. Jeon se

?Kya apko abhi meri fikar ho rahi hai

.Kya? Bilkul mujhe fikar hai

?Toh phir kya aap Secretary Kim hain ya Kim Mi So

?Kya matlab hai apka

Naib e Sadar, Secretary Kim ki mutabadil yahan aa gayi hain mulaqat ke liye. Kya mein unko andar aane dun ab

Unko kaho ke andar aa jayein ab. Secretary Kim, aap bhi hissa lein, kyonki woh apki mutabadil hain

.Ji

.Naib e Sadar, mein ne kuch sawalat akathe kiye hain

Kim Ji Ah, agar aap baan gayi Secretary Kim, aap kaise kehlana chahein gi

.Secretary Kim ya Kim Ji Ah

.Mein Secretary Kim Ji Ah chahun gi

.Kim Ji Ah, aur na ke Secretary Kim

.Secretary Kim, ache se sawalat kariye

.Ji

Kya aap secretariyon ki zimedariyon ke baare mein batah sakti hain

Apne boss ka aisa dihan rakhne ki zehniyat honi chahiye hai jaise ke aap ek bache

Apko kya lagta hai kaisa hoga kaam karna ek 100 feesad behtarin boss ke liye

.Oh, mera dil tezi se harkat kareh ga

Kya apko lagta hai aap 100% ke aap barabri kar sakti ho boss ki jo 100% behtarin hai. Kya apko lagta hai aap iss insaan ki towaqah puri kar sakti hain

.Yeh hoga kafi mushkil

Kya aap zimedari leh sakti hain ke apni nokri nahi chorein gi bahane ke sath

?jo ke istekhar jaisa ho zaati wajuhat ki wajah se

Mein puri tarah se apni hadiyan yahan dafnah dun gi (matlab ke mein marne tak kaam karun gi

Jab aap kam karo gi, aap shayad asal mein yahan apni hadiyan dafnah dein gi (matlab ke aap buhat zayada kaam ki wajah se shayad maar jayein gi

?Kya? Itna mushkil hai

.Moawzah apki mehnat ke liye hai behtarin mulk mein

Apko yaqeeni tor pe tankhawa mileh gi, magar apki Kim Ji Ah ki shanakht khatam ho jaye gi. Aap sirf Secretary Kim reh jayein gi

Toh phir jo waqt aap ne kaam kiya hai nahi hai hissa apki zindagi ka, Kim Mi So

!Agar aap ne mujhe chun liya, mein apna behtarin karun gi

!Agar aap ne mujhe chuna, mein sakht mehnat karun gi- !Aap kamyab ho gayi hain-

?Wqai- .Deputy Park-

.Ji- Secretary Kim Ji Ah ko ird gird dikhaiye. Yeh hongi nayi Secretary Kim

Secretary Kim zimedari dein aur Secretary Kim ko bilkul apne jaisa banah dein. Toh phir chali jaiye ga

.Ji

.Shukriya

Ruko. "Aap apni khud ki zindagi dhoondo gi." Asal mein kya matlab hai uska

Kyonki ab tak mein ne apni zindagi sirf kaam karte hue jeeyi hai, mein khud ke liye waqt nikalna chahti hun

?Aur

.Aur mein 29 saal ki ho chuki hun

.Mujhe date aur shadi kar leni chahiye hai ab

?Kya

.Mein aise thi

?Kya hai moqah? Secretary Kim mulaqat pe aayi hain

Maaf karna. Ab se, mere beghair maat milna. Mere paas ab buhat waqt hai

.Aap news pe bhi thi, naib e sadar ke bilkul sath

.Aap buhat achi lag rahi thi

.Haan. Mi So ne hum sab mein se sab se zayada parhai ki thi

Ek puri tarah se rozgar aurat. Mujhe buhat jalan hai. Mein hun sirf ek ahjumma

!Mein buhat thak gayi hun bachon ka dihan rakhte hue

Kam se kam aap ho rawayeeti housewife! Mujhe dekho. Mein apne bache ka dihan rakhte hue nokri kar rahi hun

.Mi So, shadi na karna

.Haan, yaqeeni tor pe na karna

?Kyun- .Agar apki shaadi ho gayi, apki iss tarah ki kahaniyan hongi-

?Hai na

.Mein restroom ja rahi hun

.Oh, meri ghalti

.Maaf karna, maaf karna, maaf karna, maaf karna

?Kya hai yeh? Ek admi ka romal, tie, aur lighter

?Kis ka bag hai yeh

Yeh mera hai. Apko kabhi nahi patah kab zaroorat parh jaye Nain e Sadar ko iski

.Ek rozgar aurat ki zindagi aisi hoti hai

!Chalte hain

.Yahan baith jateh hain

.Aap ke bache buhat choe hain

.Theek hai

.Haan

?Kya apka naam hai Secretary Kim

.Oh nahi, Kim Mi So

Secretary Kim

.Kim Mi So

.Yeh lein

Naye Peesheh ko Sambhalne ka Kitabcha

Sab se eham cheez hai

.har hal mein khud ke liye waqt nikalna

.Aap se pehle wali, Kim Mi So

Naye Peesheh ko Sambhalne ka Kitabcha

.Yeh sab ho gaya hai

?Ek khud ka waqt? Zindagi? Dating? Shaadi

Woh iss tarah ki cheezein kaise keh sakti hai mujhe, jaise ke mein koi ajnabi hun

?Kon

?Kaisa hun mein- ?Kya-

?Kaisa hun mein

.Kya naya hai? Bilkul, aap hain behtarin admi

.Qabil, ache dikhne wale, lambe, aur achi-tehzeeb wale

.Aur, sexy

?Magar Secretary Kim ne woh kyun kiya

?Kya? Kya kiya Secretary Kim ne

Kya aap ek dusri larki ke baare mein baat kar rahe hain mere samne

Kim Mi So

Mere bhai ke liye

?Kon hai

?Naib e Sadar, aap yahan iss waqt kaise

Pehle, barah e meherbani andar aa

.Mujhe hukam maat doh. Mein bahir baat karun ga

.Bilkul

?Dating aur shadi karna, kya aap sanjeeda thi

?Kya aap iss waqt yahan tak aaye hain sirf yeh puchne ke liye

?Kyun, achanak se? Kya aap mere janeh bina kisi se mili hain

?Naib e Sadar, kya apko ghusa hai

Nahi, mujhe nahi fikar ke aap kis se milti hain. Mujhe kyun hoga ghusa

.Yeh keh rahi hun mein

.Sirf sawalat ka jawab dein jo mein puch raha hun

.Mere paas koi nahi hai jisko mein chupke se mil rahi hun

.Bilkul yeh hona tha

?Kya- ?Kya-

Mere paas koi wajah nahi hai ke kisi aur se milun apke janeh bina. Aur kya mere paas waqt bhi tha karne ka

Mein humesha kaam pe 6 baaje aati thi subah mein, aur mein nahi janta ke kab hogi meri chuti

Jab aap mujhe bulate thay, jab mein soh bhi rahi hoti thi, mein foran uth jati thi aur apke paas aa jati thi

.Toh? Apko mushkil waqt ho raha hai mujhe qail karne mein

,Agar mein apke sath kaam karti rahi

.meri shadi nahi ho sakti, mujhe lagta hai mein budhi ho jaun gi

?Sirf... iss wajah se

'?Sirf... iss wajah se'

Jab mein budhi hungi aur apke sath aur zayada nahi reh sakun gi, mera kon dihan rakhe ga jab mein berozgar hun gi

Theek hai. Mein wadah karta hun ke puri zindagi bhaar apki nokri rahe gi

.Mujhe yeh aur zayada na pasand hai

Aap mujhe keh rahe hain ke mein apke sath rahun aur jaise meri umar bhare mein aur zayada akeli ho jaun

?Toh, shadi karne ke liye, apko company chorni pareh gi

.Ji

?Aap itna zayada karna chahti hain shaadi

.Ji

.Toh phir apna kaam karti rahiye

.Mein, Lee Yeong Joon, apko mujhe se shadi karne dun ga

Waqt aur Subtitles Behtarin Secretaries ki Team ki taraf se apke liye Viki pe

♬ Apke aur mere, hum dono ke darmiyan, ek khooshbu ki tarah ♬

♬ yeh ehsaad har jagah phel raha hai ♬

♬ Iss se mera dil dhorta hai, iss se mujhe chakar aate hain ♬

♬ Kya isko woh kehte hain pyaar ♬

♬ Mere din sirf aap he se bhare hue hain ♬

♬ Yeh kafi mushkil hai ♬

Kya hua hai Secretary Kim ko

.Mein ab date karun gi

Kya Secretary Kim ko rakhna hai companiyon ko aapis jorne ke darjeh jitna

Likhiye aap kahan janah chahti hain kisi ke sath jisko aap pasand karti hain

?Kon khana chahta hain pork spareribs

!Ji! Mein chahta hun, mein chahta hun

--Humare store ki sharab ki amdani hai humari kamzori magar

Jab hum kha rahe hote hain, hum kaam ke baare mein baat nahi karte hain

--Secretary Kim, jab noraebang jaisi jaghon ki baat aati hai

?Toh phir, aap sirf wapis kyun nahi chale jateh hain

?Ji, mein ne kaha theek hai. Apko itna sab kyun kehna hai

.Mein sirf sawalon ka jawab deh rahi hun jo aap ne puche hain

Dekho isko, dekho isko dobara se. Mere se zuban larah rahi hain! Secretary Kim

?Ji

Secretary Kim, khush aur romanwi din aaj ke jaise, ab se apki roz marah ki zindagi ka hissa baan jayein ge

♬ Mera dil apki tarah dorh raha hai ♬

Can't find what you're looking for?
Get subtitles in any language from opensubtitles.com, and translate them here.